Hello Everyone, Welcome you all to CS Tatva. Yahan par aapko Computer Science se Related (Chahe aap koi bhi field mein Polytechnic, B.Tech, BCA ya koi Master Course kar rhe ho) Complete guide milegii. to Tech ke behtareen content ke liye bne rhiye CS Tatva ke sath.
Aaj ke is blog m, mein aapko btane walii ho Rajasthan Polytechnic 2025 Complete Guide & Career Roadmap in Hindi. yahan aapko janne ke liye milega Polytechnic kya hota hai?, Polytechnic kaun kar sakta hai?, Polytechnic mein admission kaise hota hai, Polytechnic mein admission ke liye forms kaise nikalte hai, career scope and aur bhi Polytechnic ki complete guide. to puri jankaari janne ke liye padhiye pure blog ko.
Table of Contents
Polytechnic Kya Hai? (What is Polytechnic?)
Polytechnic ek Technical Course ahi jo mainly 10th paas krne k baad ya 12th ke baad kiya jata hai. iska duration 3 saal ka hota hai (yani 6 semesters). and agar koi 12th PCM k baad diploma karta hai ya koi ITI ke baad diploma karna hai do iskii duration 2 Saal (2 Year) rhti hai. yah course students ko engineering ya technology ke kisi specific field mein practical aur job-oriented training deta hai.
Polytechnic kaun kar sakta hai?
Eligibility | Details |
---|---|
Minimum Qualification | 10th Pass (Science & Math) |
Alternative | 12th Paas (PCS ua PCB dono eligible hote hai) |
Age Limit | Usually koi upper age limit nhi hoti. |
Admisison kaise hota hai? (How to take admission in Rajasthan Polytechnic?)
Rajasthan mein polytechnic/diploma mein admission Department of Technical Education (DTE Rajasthan) ke through hota hai.
Admission Process:
1. Form Bharna
- Official website: https://dte.rajasthan.gov.in/
- Online application form har saal May-June mein aata hai.
Merit List
- Admission 10th ke marks ke basis par hota hai.
- Koi entrance exam nahi hota (except kuch special courses ke).
Counselling
- Online choice filling aur seat allotment hoti hai.
- Documents verification ke baad admission confirm hota hai.
Government vs Private Polytechnic College
Point | Government College | Private College |
---|---|---|
Minimum Qualification | 10th Pass (Science & Math) | Zyada (25,000-50,000/Year) |
Alternative | 12th Paas (PCS ua PCB dono eligible hote hai) | Mixed |
Age Limit | Usually koi upper age limit nhi hoti. | Varies |
Competition | Zyada | Kam |
Fees Structure (Approx)
Type | Per Year Fees |
---|---|
Government College | Rs. 2,000 - 5,000 |
Private College | Rs 25,000 - 50,000 |
SC.ST/BPL